Kya tum wahi ho jise main yaad karta hun,
Zindagi se sirf yahi faryaad karta hun,
Ki tum milo mujhe zindagi me kahi,
Ye dua main rab se din raat karta hun.

No comments:

Post a Comment