Teri mohabbat ke pyase the,
Isliye haath faila diya humne.

*Aae Jaan*

Warna hum to khud ki zindagi ke liye bhi dua nahi karte.
Zindagi mein kabhi pyar mat karna,
Ho jaye to inkaar mat karna..
Nibha sako to chalna us rah par...
Varna kisi MASOOM ki zindagi barbaad na karna......