Sub kuch luta diya faqat tujh pe bharosa kar k


Sub kuch luta diya faqat tujh pe bharosa kar k..
Jane kiun bhot roye hum aysa kar k..


Yun meri be-basi pe muskurane wale..
Kiya mila tujh ko mere dukh mein ezafa kar k..


Kiya kabhi tu ne bhi mujh se mohbbat ki thi..
Puch zara khud ko aaine me khara kar k..


Kash tu mere dard me hamdard bana hota..
Tu ne to chor diya mujh ko tamasha kar k...

No comments:

Post a Comment